Itti si hansi Itti si khushi Itta sa tukda chand ka Khwabon ke tinkon se Chal banayeinn aashiyaan (x2) Dabe dabe paaon se Aaye haule haule zindagi Hothon pe kundi chadha ke Hum taale laga ke chal Gumsum tarane chupke chupke gaayein Aadhi aadhi baant le Aaja dil ki ye zameen Thoda sa tera sa hoga Thoda mera bhi hoga apna ye aashiyan Itti si hansi Itti si khushi Itta sa tukda chand ka Khwabon ke tinkon se Chal banayeinn aashiyan Naa ho chaar deewarein Phir bhi jharokhe khule Baadalon ke ho parde Shaakhi hari pankha jhale Naa ho koi takraarein Are masti thahaake chale Pyaar ke sikkon se mahine ka kharcha chale Dabe dabe paaon se Aaye haule haule zindagi Hothon pe kundi chadha ke Hum taale laga ke chal Gumsum tarane chupke chupke gaayein Aadhi aadhi baant le Aaja dil ki ye zameen Thoda sa tera sa hoga Thoda mera bhi hoga apna ye Aashiyan Itti si hansi Itti si khushi Itta sa tukda chand ka Khwabon ke tinkon se Chal banayeinn Aashiyan (x2) |
Labels: Barfi, Hindi, Pritam, Shreya Ghosal