Ek hasina thi
Ek deewana tha
Kya umar, kya samaa, kya zamana tha
Ek hasina thi
Hasina thi Ek deewana tha Deewana tha Kya umar, kya samaa, kya zamana tha
Ek din woh mile
Roz milne lage Ek din woh mile Roz milne lage Phir mohabbat huyi Bas qayamat huyi
Kho gaye tum kahan
Sunke yeh dastaan Log hairaan hain Kyunki anjaan hain
Ishq ki woh gali
Baat jiski chali Us gali mein Mera aana, jaana tha
Ek hasina thi
Ek deewana tha Kya umar thi, kya samaa tha, kya zamana tha Ek hasina thi Ek deewana tha
Oos hasin ne kaha
Oos hasin ne kaha Suno jaanewafa Yeh falak, yeh zameen Tere bin kuch nahin Tujhpe marti hoon main Pyaar karti hoon main
Baat kuch aur thi
Woh nazar-chor thi Uske dil mein chupi Chaah daulat ki thi Pyaar ka woh fakat Ek bahana tha
Ek hasina thi
Ek deewana tha Kya umar thi, kya samaa tha, kya zamana tha Ek hasina thi Ek deewana tha
Bewafa yaar ne
Apne mehboob se Aisa dhoka kiya (aisa dhoka kiya) (dhoka dhoka) (aisa dhoka kiya) (dhoka dhoka) Aisa dhoka kiya Zaher usko diya (dhoka dhoka dhoka) (dhoka dhoka dhoka) Zaher usko diya
Mar gaya woh jawan
Mar gaya woh jawan Ab suno dastaan Janm leke kahin Phir woh pahucha wahin Shakl anjaan thi Katl hairaan thi Saamna jab hua Saamna jab hua Phir wahi sab hua Uspe yeh karz tha Uska yeh farz tha Farz ko karz apna chukana tha |
Labels: Hindi, Kishor Kumar, Laxmikant Pyarelal