kuchh to log kahenge, logaane kaa kaam hain kahanaa
chhodo, bekaar kee baato mein , kahee beet naa jaaye rainaa
kuchh reet jagat kee ayesee hai
har yek subah kee shaam huyee too kaun hai, teraa naam hain kyaa seetaa bhee yahaa badanaam huyee fir kyo sansaar kee baaton se bheeg gaye tere nainaa
hum ko jo taane dete hai
hum khoye hain in rang raliyon me hum ne un ko bhee chhup chhup ke aate dekhaa in galiyon me ye sach hain zoothhee baat nahee tum bolo ye sach hain naa |
Labels: Hindi, Kishor Kumar, R.D.Burman