.zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
woh phir nahin aate,
woh phir nahin aate zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam woh phir nahin aate, woh phir nahin aate
phool khilte hain,
log milte hain phool khilte hain, log milte hain magar patjhad main jo phool murjha jate hain woh baharon ke aane se khilte nahin kuchh log ek roz jo bichad jate hain woj hazaron ke aane se milte nahin umr bhar chahe koi pukara kare unka naam woh phir nahin aate, woh phir nahin aate
aak dhoka hai
kya bharosa hai aak dhooka hai kya bharosa hai suno doston shak dosti ka dushman hai apne dil me ise ghar babane na do kal tadapna pade yaad me zindagi rok lo roothkar unko jaane na do baad me pyaar ke chahe bhejo hazaroon salaam woh phir nahi aate woh phir nahi aate
subaah aate hai
raat jaate hai subaah aate hai raat jaate hai yuhi waqt chalta hi rehta hai rukta nahi ek pal me ye aage nikal jaata hai aadmi theek se dekh paata nahin aur parde pe manzar badal jaata hai ek baar chale jaate hai jo din raat subaah shaam woh phir nahi aate woh phir nahi aate
zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
woh phir nahin aate, woh phir nahin aate |
Labels: Hindi, Kishor Kumar, R.D.Burman